Thursday, 5 January 2012
Sangeet sandhaya script aaj ke is subh sangeet me hum aap sabhi ka swagat karte h abhinandan karte h.....
hum sabhi jante h shaddi ke sabse pehle mehman ganpati ji hote h to ...............
Sangeet ke is mahool ko karna h subh sakar to aaiye sabse pehle hum karte h ganpati ji ka gaan......
After Ganpati vandana..........
ganesh ji ka aagman hua ghar kasumadhur vatavaran hua aap sabke aane se hridya hamara pulkit huaa.....
Let begin 2day's rockin evening by the performances of dulha/dulhan sister n brother's dance....
Aankhe aapki mast h ,
Dance b jabardast h , studies me koi jawab nhi, har kaam me aap first h.
(dis way v can call performer for dance)
If there is a performace by jiji n jiju then v can call them by this lines ...
tarron bhari raat h, chand b hamare saath h, palke bichaye hamare naina, jiji-jijaji ke dance ke chah h.
for friend's dance....
kabhi udasi, kabhi masti, kabhi jhagda, kabhi aasu, kabhi hansi, chotta sa pal chotti chooti khushi.. bas iska hi naam h DOSTIII...
So dulhan ke frndzz plz cum on stage n rock it.....
here add some jokes or drama to make evening more memorable...
FOR DULHA N DULHAN DANCE.....
Duniya ki saari khushi tumhare daman me ho
Mehkte hue phooolon se hansi tumhare chehre pe ho behti hui hawa ki khusboo tumhari saason me ho chand sitaroon ki chamak tumhari aankhon me ho.
Inhii subh kamnao ke saath hum bolate h 2days point of attractionn .................n ..............koo...
Posted by anchoring scripts at 21:32
Email ThisBlogThis!Share to TwitterShare to Facebook
1 comment:
amit54876 January 2012 06:50
mere shaadi ki sangeet sandhya ki script likhi hai kya bhabhie....:P :P :P.... waise jab bhi hogi aapko hi sangeet sandhya sambhalni hai...ha ha ha Reply
Load more...
Home
Subscribe to: Post Comments (Atom)
Followers
Blog Archive
▼ 2012 (1) ▼ January