Hosts – NARAD MUNI – N
REPORTER – R
R – good evening, namashkaar. Satsriakaal, vannakumm
aur jinhe ye sab lage kumm unko mera pyaar bharaa sweet saa welcome
doston aaj hum aapko ek bahut hee aiti haasik flight per… ek historical love story sunanae waale hain –
a story about a bhola bhala chori ,and cute si anjani chori,
jee haan aapne sahi suna – aaj hum aapko swarag lok ki sair karvaane waale hain… - and wahaan ki latest gossips se roobaroo karvaane waale hain…
yeh kahani kuch hai suni .kuch ansuni.kuch anjani ,kuch jani kuch pechani.
but isse pehle hum show ko aage badhaaye pehle – jaisa ki customary hai – kyun naa ganesh ji mahaaraaj ki vandana ho jaaye –
GANESH VANDANA
(song: jaidev)
(welcome song: kesaria balam)
R – Haan to friends aaj 21st century ke pehle dashak me it’s possible to travel to swarg lok from dharti lok –
Aur aaj iss journey ko hum devlok se live telecast karne waale hai – sirf aur sirf aapke liye – so are you ready –I am… here we go………
(walks to the shuttle/exit/gate/wing)
v/o – welcome to swarg loke.. swarg loke me aap sabhi kaa swagat hai…
next scene – swarglok
Narad Intro –BACHNA EH HASINO
R interrupts N.M –
R – Excuse me!!! Ye narad muni jii kahaan milenge
N – Narad muniiiiii???? Main hee Narad Muni – aur pyaar se log mujhe N.M. bulaate hain –
R – tum aur narad muni – IMPOSSIBLE – I mean khud ko dekho – aapki veena kahaan hai – gherua vastra – wo mountain jaisa jooda – tum to suit me ho –
N – hey hey hey!!! Ye sab uss Ramanand Sagar ki galti hai…
till date woh hume every Saturday Sunday wahi old fashioned vesh bhoosa me wahi pooraane avatar me dikhata hai –
R – poorane avatar me???
N – aur nahi to kya – this is our new version – infact yahaan swarag lok me sab cheezen change ho chuki hai – anyways ab ye sab chorro and